Free Main Blog Post Kaise Promote Kare Top 7 Platforms

Dosto
agr aap ek new blogger hai toh apko apne blog ke new post ko promote karne mein
bahut pareshani hoti hai. Free mein Blog Post ko kaise Promote kare.
Lekin
aaj ki iss post mein, main aapko aise ek method ke bare mein batane jaa raha hun
jahan aap aapne blog ka new post ko bahut jaldi aur aasani se free me promote kar
sakte hai aur yeh sabhi method blikul free hai Iss keliye koi paisa nehi dena
padega.
1. FaceBook
Dosto
agr hum kisi bhi product ko promote karna chahate hai toh, aaj ke time mein
facebook ke bada koi free platform nehi hai toh aap apna new post ko apne
facebook page or facebook account par zaroor share kar naa.
Agr
apka new post unique hai toh aap facebook par apne friend’s ke photo par apna
post ka link bhi comment karen.
Aap
Facebook par post dal kar ke apni blog post ka link share kar skte hai. Jisse
main free mein aapna Blog Post ko badi aasani se promote kar skte hai.
2. Mobile SMS
Agr
apke pass bahut saare mobile number hai toh aap apne friends ko apna new post
ka URL link send kar sakte hai. Aap internet se free SMS send kare. Ye method
bahut unique hai aur method ko bahaut kam log use krte hai.
Free
me Blog Post ko kaise Promote Kare isme ye Mobile SMS ka method bahut acha rehta
hai. Aap isko zaroor use kijiye gaa.
Aap
chahe toh apni post ka link apne WhatsApp se bhi share kar sakte hai, or
WhatsApp Group bhi best option hai.
3. Related Post
Related
Post bhi ek Free me Blog Post ko kaise Promote kare ne ka bahut acha aur asaan
tarika hai.
Agr
apka New post kisi purane post se related hai too aap apne blog ke new post ka
URL link apne purane post me kahi bhi add kar sakte hai.
Iss method se apka blog ki time spend bhi badhta hai. Jo ki apka Blog ke liye bahut acha hai.
4. E-Mail
Agr
aap ek blogger hai toh aap jante hi hoge ke apke pass ek din me apke follower
ke kitne e-mail aate hai toh aise mein aap unke aapna new post ke bare main bhi
batao aur saath mein new post ka link bhi send karen.
Free
mein Blog Post ko kaise Promote kare ne ka bahut acha tarika hai. Aap isko bhi
zaroor try kar sakte hai.
Jise
aapka Post ka link share ho jayega aur apki post ko Google mein rank karne me
help karega.
5. Hashtags (#)
Aaj
ke time main jab se social media ka aana badh raha toh aap social media main
bhi free mein Blog Post ko kaise Promote kare sakte hai.
Apne
social network website par dekha hoga ke agr koi aapna ek post upload kar raha
hai toh woh aapne post ke title ko # (hashtags) ko use karke upload karte hai.
Uske
baad koi bhi person hastags ke saath kisi title ko search karta hai toh uske
samne uss topic se related bahut post open ho jaata hai.
Aise
mein aap bhi Apne post ke title mein #(hashtags) ko use karen. Yeh method aap
keliye sabse best hai Social Media.
6. YouTube
Jaisa
aap jante hai ki aaj ke time me YouTube Promoting ka ek bahut bada platform ban
gya hai.
So aap
aapne blog ki new post se related ek video banaye lekin video banane se pehle
aap apne blog par apna post upload kar dijiye uske baad apne video mein aap
apne post ke bare main bhi bata sakte hai.
7. Twitter
Agr
aap twitter use karte hai toh aap aapna blog ke new post ko promote krne ke
liye sabse pehle uska URL or Title ko tweet kar de uske baad app apne twitter par
uss post ko pinned kar le. Yeh pinned post apne twitter profile par sabse upar
dikhai dega.
Thank
You for Redding
1 Comments
nice post 3 Day Telenor Packages
ReplyDelete